»@...MY STATEMENT..@

Sunday, October 28, 2012



»@...MY STATEMENT..@
Logo ko mujse
nafrat ya pyar tabi karna chaiye jab
wo..
"Mere bare me sab kuch jante ho..
na ki
.
.
.
.
jab wo kisi or se 
"mere bare me sunte ho"
Jishan

OnLY 2 Lines


                                         
Mere chup rehne se naraz na hua karo...
Gehre samundar hamesha khamosh hua karte hai.

Usey Kehna K Mere Marny Par Aansoo na bahay.....!

K Mujhe Apni Mout Sy Ziada Usky Aanso ka dukh ho ga.

Ek insaan 2 reson k karan change ho jata hai ek jab koi life ma ata hai ya phr jab koi chod kar jata hai

>



Zindagi ek ajib chahat ka silsila h , koi mil gya to koi bichad gya.
Jinhe manga tha humne apni duaao m wo kisi aur ko bina mage hi mil gya. 







DiL ki BaT KucH AlfaZo K sATH

Sunday, October 14, 2012

One nice lines by Jishan ab kisi say rista todna say pehla sochna ki ap ab tak vo ristan niba kyu raha the

Hame bhi pta tha k log badal jate hain..
magar ham ne use kabhi logo me gina hi na tha..!!

Swal ye nai ki maine aj kya khoya swal ye hai kisi nay vo cheez kho di jo sirf uski thi



jin sidato se kosis kar raha hu

usse bhulane ki 

kabhi utne hi dil se dua bhi manga
karta tha usse pane ki
-



maya shah - kisi ko bhula pana aasan nahi
Mujhe sulane ke khatir jab raat aati hai,
Mein so nahi pata raat khud so jati hai,
Puchne per dil se yeh aawaz aati hai,
Aaj yaad karlo raat toh roz aati hai.


»din to guzar jata hai shaher ki
raunak me..


.



>>Ae Dosto<<

.


.

par kuch log yaad bahut aate hai
sham dhal jane ke baad.....« 
Jishan

Aansu Samaj Ke Kyon Mujhe Aakhon Se Gira Diya,
Moti Kisi Ke Pyaar Ka Mitti Mein Mila Diya,,,,,,