
One nice lines by Jishan ab kisi say rista todna say pehla sochna ki ap ab tak vo ristan niba kyu raha the
Hame bhi pta tha k log badal jate hain..
magar ham ne use kabhi logo me gina hi na tha..!!

Swal ye nai ki maine aj kya khoya swal ye hai kisi nay vo cheez kho di jo sirf uski thi

maya shah - kisi ko bhula pana aasan nahi
Mein so nahi pata raat khud so jati hai,
Puchne per dil se yeh aawaz aati hai,
Aaj yaad karlo raat toh roz aati hai.


»din to guzar jata hai shaher ki
raunak me..
.
>>Ae Dosto<<
.
.
par kuch log yaad bahut aate hai
sham dhal jane ke baad.....«
Jishan
Aansu Samaj Ke Kyon Mujhe Aakhon Se Gira Diya,
Moti Kisi Ke Pyaar Ka Mitti Mein Mila Diya,,,,,,
Moti Kisi Ke Pyaar Ka Mitti Mein Mila Diya,,,,,,





0 comments:
Post a Comment